![]() |
Aab yeah sochoon tu bhanwar zehan mein par jaatay hain
Aab yeah sochoon tu bhanwar zehan mein par jaatay hain
Kaisay chehray hain jo miltay hee bichar jaatay hain kiyon tairay dard ko dain tohmat e viraani e dil ? zalzaloon mein tu bharay shehar ujaar jaatay hain mousam e zard mein ik dil ko bachaoon kaisay ? aisee rut mein tu ghantay pair bhi jhar jaatay hain aab koye kaya mairay qadmoon kay nishaan dhoonday ga taiz andhi mein tu khaimaay bhi ukhar jaatay hain shughal e arbaab e hunar poochtay kaya hoo keh ye loug pathroon mein bhi kabhi aainay jar jaatay hain sooch ka aaina dhundla hoo tu phir waqat kay saath chand chehroon kay khud o khaal bigar jaatay hain shidat e gham mein bhi zinda hoon tu hairat kaisee ? kuch diyeah tund hawaoon say bhi lar jaatay hain woh bhi kaya loug hain mohsin jo wafa ke khatir! khud tarasheeda asooloon pay bhi aar jaatay hain |
Re: Aab yeah sochoon tu bhanwar zehan mein par jaatay hain
niceeeeee
|
Re: Aab yeah sochoon tu bhanwar zehan mein par jaatay hain
Nice..
|
Re: Aab yeah sochoon tu bhanwar zehan mein par jaatay hain
Nice. . .
|
Re: Aab yeah sochoon tu bhanwar zehan mein par jaatay hain
:bu:...
|
Re: Aab yeah sochoon tu bhanwar zehan mein par jaatay hain
thanks
|
All times are GMT +5. The time now is 09:25 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.