![]() |
Ghazloon Ke dhanak oorh mairay shoola badan too
Ghazloon Ke dhanak oorh mairay shoola badan too
Hai maira sukhan tu.... maira mozooh e sukhan too Kaliyoon ke tarhaan phoot sar e shaakh e tamana Khushboo ke tarhaan phail chaman ta ba chaman too Nazil hoo kabhi zehan pay ayaat ke sourat Ayaat mein dhal ja kabhi jabril dehan tooo Aab kiyon na sajaoon mein tujhay deeda o dil mein Lagta hai andhairay mein sawairay ke kiran too Pehlay na koye ramz e sukhan tee na kinaya Aab nuqta e takmeel e hunar, mehwar e fun too Yeah kam tu nahi tu maira mayaar e nazar hai Aye dost mairay wastay kuch aur na ban too Mumkin hoo tu rehnay dai mujhay zulmat e jaan mein Dhoonday ga kahaan chandini ratoon mein kafan too |
Re: Ghazloon Ke dhanak oorh mairay shoola badan too
Nice sharing
|
Re: Ghazloon Ke dhanak oorh mairay shoola badan too
Nice..
|
Re: Ghazloon Ke dhanak oorh mairay shoola badan too
Nice. . .
|
Re: Ghazloon Ke dhanak oorh mairay shoola badan too
NIcd...
|
Re: Ghazloon Ke dhanak oorh mairay shoola badan too
thanks
|
Re: Ghazloon Ke dhanak oorh mairay shoola badan too
kia baat hay zabardast shayiri hay
|
All times are GMT +5. The time now is 11:54 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.