![]() |
Khain aarzooye safar nahee khain manziloon ki khaber nahee
Khain aarzooye safar nahee khain manziloon ki khaber nahee
Khain rasta hi andher hay khain paa nahee khain per nahee Mujhey izterab ki chah thi mujhey baykali ki talash thi Inhee khawahishat k jurm main koi gher nahee koi dar nahee Koi chand tootey ya dil jaley ya zameen khain say ubal parey Hum aseeray sauratey hal hain humain hadsat ka dar nahee Ay hawaye mausamey ghum zara mujhey sath rakh marey sath chal Marey pass marey kadam nahee marey pass mari nazar nahee Ya jo umer bher ki riaztain ya nagar nagar ki musafitain Ya tu roug hain mah-0-sal k ya tu gardashain hain safar nahee |
Re: Khain aarzooye safar nahee khain manziloon ki khaber nahee
:bu:..
|
Re: Khain aarzooye safar nahee khain manziloon ki khaber nahee
Nice. . .
|
All times are GMT +5. The time now is 09:03 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.