![]() |
Tou ne daikha hai kabhi ik nazar shaam ke baad
Tou ne daikha hai kabhi ik nazar shaam ke baad
Kitne chup chaap se lagtay hain shajar shaam ke baad Itne chup chaap ke rastay bhi rahain ge la-ilm Chorr jyen ge kisi roz nagar shaam ke baad Main ne aisay hi gunah teri judaee main kiye Jaise toofan main koi chorr de gher shaam ke baad Shaam se pehle wo mast apni uranon main raha Jis ke haathon main thay tootay huwe per shaam ke baad Raat beeti to gay aablay aur phir socha Kon tha baa-is-e aaghaz-e-safer shaam ke baad Tou hai sooraj tujhe maaloum kahan raat ka dukh Tou kisi roz meray gher main uter shaam ke baad Laut aye na kisi roz wo awara mizaj Khol rakhay hain isi aas pe der shaam ke baad ( Farhat Abbas Shah) |
Re: Tou ne daikha hai kabhi ik nazar shaam ke baad
:bu:........
|
Re: Tou ne daikha hai kabhi ik nazar shaam ke baad
nice. . . .
|
Re: Tou ne daikha hai kabhi ik nazar shaam ke baad
nice sharing
|
Re: Tou ne daikha hai kabhi ik nazar shaam ke baad
niceeee
|
Re: Tou ne daikha hai kabhi ik nazar shaam ke baad
thanks
|
All times are GMT +5. The time now is 11:42 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.