|
|
|
Posts: 52,341
Country:
Star Sign:
Join Date: Dec 2009
Location: RAWALPINDI
Gender:
|
|
|
hum logon ko ko samajh sako to samjho dil bar jaani,
na roti hai na kapra hai na hai saaf paani,
ghar se bahhir niklo to har taraf hai maraa maari,
phir bhi badnaam hai kiyun itne Pakistani
India mein jeeti to world mein Pakistan hai haari,
team ko bachaane ke lie bob woolmer ne di qurbani,
team ke haarne per naseem ashraf ne banai nai kahaani,
phir bhi badnaam hai kiyun itne Pakistani,
roz siyaasat mein policy changing ne awaam ko yaad dilaadi naani,
kabhi bridge girne ka waaqia kabhi 12 may ki kahaani
iss siyaasat mein na jaane kitne logon ki lives hai jaani,
phir bhi badnaam hai kiyun itne Pakistani
Kabhi zindagi me kisik liay mut rona**
q k vo''tumhare ansoun k kabil nahi ho ga''
or ''vo'' jo is ''kabil'' ho ga vo tumhe ''rone'' nahi de ga''*****
|