Kaisy kahon pyar ka rishta nibhaya nahi
Jub woh samjha nahi maine btaya nahi
Khamosh tha main dar tha anjaana sa
Woh sunta kaisy jub maine sunaya nahi
Meri khushi mein thi khushi maloom hai
Woh roya kyon jub maine rulaya nahi
Thartharati zuban sy kuch batana tha usy
Woh magan tha maine kuch bataya nahi
Kaha tha us ny ,mumkin nahi samjho to
Or Umair tha kih khud ko samjha paya nahi...
|