 |
|
|
Posts: 16,987
Country:
Star Sign:
Join Date: Dec 2009
Location: Islamabad
Gender:
|
|
Phsycology, Its Your Fav Subject Also..
Aur Iskay Jawab Bohat Soch Samjh Kay Dijiyega.. Kion K Is Say Mental Condition Pata Chalti Hay, but be Truthful
Ahaan.. Personalty test 
1. Raat Kay Waqt Sitaro'n Kay Jhurmat Main Ap Khayali Shakal Banati Hain? Zyada Tar Kis Tarha Ki? Faces? Bodies?
Cartoon faces+ Koi khany ki cheex 
2. Ki-- , Complete This Word by Putting Last 2 Alphabets, Be Honest Jo Sab Say Pehlay Two Words Aye Mind Main Wohi Fillup Karnay Hain..
kikk
3. Taiz Roshni Ki Taraf Daikh Kar Jab Ap Ankhain Band Karti Hain, To Band Ankho Kay Pardo'n Par Kya Banta Hay? a) Jo Akhri Cheez Apnay Daikhi , b) Jo Ap Daikhna Chahti Hain?
Ju akhri chez deki hu
4. Kabhi Group Main Muskuratay Howay Smile Bigri Apki?
Lolz Nahi..
5. Attention Seeker? Lonely Sitting?
depends on my mood
6. Taunting Lehja Kab Say Hay Apka?
Jub zarorat parti hay
7. Phsycologists Ka Bohat Bara Drawback Hay, Kay Wo Jab Kisi Person Ko Judge Kartay Hain To Us Opinion say Aik Sui Baraber Bhi Agay Peechay Nahi Hotay, .. coz they are Confident on Their observation, Because alot of study on human Phsycology .. What do you say?
Saahi baat hay. Lakin aisa wo kertay hay ju wakai confident hu,Lakin psychology mai aajtak kisi ki theory bhi bilkul theek nahi mane gayi
Eggoism
1. Main Apni Friends Kay Shoes Hath Say Utha Kar Seedhay Karnay Main Sharam Mehsoos Karti Hoon ( Y / N )
N
2. Mujhay Jab Favour Ki Zaroorat Hoti Hay, To Main Sab Say Zyada Umeed Us Say Rakhti Ho Jis Ki Main Favour Karti Thi (Haan, Takreeban Haan, Takreeban Na, Na)
haan
3. Main Mehsoos Kar Laiti Ho Body Language Say, Kay Wo Kya Mehsoos Kar Raha Hoga ( Y / N )
y
4. Main Without Reward Help Karnay Say Thori Jhijhak Mehsoos Karti Hoon ( Y / N )
n
5. Main Yakeen Rakhti Ho " Main Tumhain Zinda Nai Chorongi Agar Tumnay Mujhay Nuksan Pohanchaya " ( Y/ N )
n
6. Meri Kisi Say Past Main Larai Huwi Hay, To Present Main Us Say Baat Kartay Howay Thori Ehtyat Karti Hoon ( Y / N )
7. Jab Main Un Logo Ko Daikhti Ho, Jo Mujh Say Comparitively Kismat Main Achay Nahi, Bura Mehsoos Karti Hoon ( Y / N )
n
8. I'm Supporting & Encouraging Person ( Y / N )
y
And Your Lord Never Forget
|