|
|
Posts: 79
Country:
Join Date: Jul 2011
Gender:
|
|
Suno tum lot ao na
woh dekho chand nikla hai
sitary jagmagaty hain
humari muntazir aankain
duaey maangti aankain
tumhe hi sochti aankain
tumhe hi dhoondti aankain
tumhe wapas bulati hain
yeh dil jab bhi dharakta ha
tumhara naam leta hain
yeh ansu jab b behtey hain
tumharey dukh mai behtey hain
k barish jab bhi hoti hai
tumhe hi yaad karti hai
khushi koi bhi aaey jo
tumary bin adhori hai
SUNO TUM LAUT AAO NAA.. .
|