Azeem Aqwaal
Insaan khud azeem nahi hota balke us ka kirdar azeem hota he (Hazrat Abu Bakar Siddiqu R.A)
Ghusse ki halat mein insaaf karna mushkil hota he (Hazrat Umar Farooq R.A)
Zindagi ka koi maqsad bana lo phir apni sari taqat us k hasool per laga do tum zaroor kamyab ho jao gai (Hazrat Usman Ghani R.A)
Jo shakhs tumhari nigahon se tumhari zaroorat ko samjh nahi sakta, us se kuch mang kar khud ko sharminda mat karo (Hazrat Ali R.A)