|
|
Posts: 52,341
Country:
Star Sign:
Join Date: Dec 2009
Location: RAWALPINDI
Gender:
|
|
Kar liya jurm-e-ishq is dil nay
Kaun darta hay ab sazaaon say
Apnay dil main bana kay ghar maira
Poochtay hain pata fizaaon say
Uski khushboo samait kar khud main
Hum nay ki dushmani hawaaon say
Saadagi us ki jaan laiwa hay
Maar daala inhein adaaon say
Rog aisa laga liya dil ko
Kaam kya mujhko ab dawaaon say
Kabhi zindagi me kisik liay mut rona**
q k vo''tumhare ansoun k kabil nahi ho ga''
or ''vo'' jo is ''kabil'' ho ga vo tumhe ''rone'' nahi de ga''*****
|