MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community - View Single Post - Alia's Designing PATHSHALA
Thread
:
Alia's Designing PATHSHALA
View Single Post
(#
2
)
Zafina
Posts: 16,987
My Photos: (
)
Country:
Star Sign:
Join Date: Dec 2009
Location: Islamabad
Gender:
Re: Alia's Designing PATHSHALA -
>>
Show Printable Version
Email this Page
12-07-2011, 12:15 PM
Quote:
Originally Posted by
Alia
Assalam-o-Alikukm WR WB,
Urdu Poetry Desiging k lia aap sab k pass Inpage software ka hona bht zaroori hay . Is ki tamaam settings aap ko diya gay Tutorial mai full Detail k saath mil jay gi .
Jab aap Inpage open karay gy to aap k samnay kuch is trha ki screen ay gi .
Jab aap k samnay asi screen aajy gi to aap nay File Menu mai jaana hay aur New File open karni hay
Aap nay isi Default ko OK kar deyna hay bht sey Dzyner jo hay wo setting kar layty hy but wo Advance mai ata hay jab aap khud jaan jay isi lia is ko asy hi rahny dey
Jab aap k samnay asi sheet aajy to bus yahi sy aap ka Kaam start hay . yha aap nay 2 bato ka khayal rakhna hay .
1. Fonts Size
2. Imla Mistake .
Saath menu bad mai aik Box hay jis mai **AYN** likha hay aap nay wo Box Select karna hay aur White sheet per aik BOX bana deyna hay jis mai aap nay Shair likhna hay kuch is trha sy ..
yha aik cheez mis sho gai jab aap Box mai shair likhy gy tab aap nay koi space nahi deyni hay words mai normal likhya aur jab ho jay to aap ko left side mai Aligin nazar ay ga To jo Right side sy 1st wala hay us ko aap nay text select kar k daba deyna hay takay pura Shiar ki space equal ho jay box k ander
Is trha sy aap ka shair bilkul equal aajay ga jasa mera aya hay .
Ab main aap sab ko ya bata du k mostly Designers jo hay wo mistakes kya kar rahy hotay hay .
Actually ! Desiging ki khubsuarti Depend karti hay aap k Text per aur agr aap ka Text Chuta ho , Ya Bara ho , Ya Words jo hay aik jagah sy ksii k saath jurh jay , ya Imla mistake ho to sari mahnat per pani phir jata hay .
Poetry k lia jo text use hota hay wo ya to size 28 ho , ya 36 ya 40 .
Size 40 aap use na karya kuo k abhi aap itnay expert nahi k us k text effects ko smbhal saky . Kuch mistakes hay wo share kar rhi hu takay wo aap na karay
Yha tak hamara Inpage ka kaam khatam hua hay next Class mai hamara asal kaam shuru ho ga ... Inpage bht easy software hay aur nehyat hi easy hay . Is mai itni mahnat darkaar nahi bus thori tawaja chia .
Submit UR HW .... Koi Bhi Shair apni Pasand KA .
Feel Free To Ask Questions ..
Regards ,
Alia.
Very Informative
And Your Lord Never Forget
Quick Edit
Full Edit
Zafina
Zafina's albums
View Public Profile
Send a private message to Zafina
Find all posts by Zafina
Find All Threads by Zafina