beta keya politcs ma ane ke leye paida hone se pehle sekni chahye keya or agar asa hota tu aj koye zamendar ka beta cricketer na banta na sarhak per jaro marne wala ka beita job karta .ye zamana seka deta ha sab or purano ghundo ne tu buht keya na pak per raj usne aj tak kiss ke leye keya keya . sab ne mike pakistan ko luta .chalo ak bar imran khan hi sahi kam se kam umeed tu rak rahe ha na log us se ke new ha .wo be lute tu paraq nahe parhta 40 salo se tu yahi hota araha ha majar ata ha tu wo be lut leta ha ye log atin ha tu ye be usko be muqa dena chahye mere lal suchna zara

[SIGPIC][/SIGPIC]



:

Jin Shaamon main Tujhe Bhoolna Chahen,
Wohi Raatain azaab Hoti hain:

