TEEN NAZUKH GHARIYAAN !
" Hazrat Aysha (r a t a) kay baray main bayaan kiya jata hai kay inhay jahanom ki yaad aai tou bay akhtiyaar rooparhin- Hazarat Mohammad ( s a w w) nain in se poocha 'kis cheaz ki yaad roolarahi hai bolain mujhay jahanom ki aag yaad aai'bay akhtiyaar roona aagaya- yeh bataiya kay qayamat kay din aap (s a w w ) apni bewiyoon ko yaad rakhaingay ? Hazarat Mohammad ( s a w w)nain farmaya(ayesha!)
teen muhkay tou ayse nazukh hoongay kay koi kisi ko yaad na rekh sakay ga- ek wo jab insaan kay aamaal tulay jarahay hoongay'har ek ko fikar hoogee kay is ki nekiyoon ka palera halka rehta hai ya bhari...... dusara nazukh muhka wo hooga jab namaay amal haath main peeth kay peechay se aur teesara nazukh muhka jab pulesiraat se ghuzar hooga aur wo jahanom kay upper rakha jaiga.