 |
Banned
|
|
Posts: 23,626
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: USA
Gender:
|
|
Dagabaaz hi sahi pyaar hai mera
dil se na bhula sakun dildaar hai mera
waqt ki gardishen nigal gai uski wafa
warna wo bhi wafa karta aisa yaar hai mera
us sitamgar ko ab bhi pyaar main karun
kya karun aisa jaan-nisaar hai mera
ashkon ke har qatre main uska hi aqs hai
dil ke aaine main basa gham-khwaar hai mera
"MuNdA" ki dehleez par gam ki hai parchaiyaan
ghar angan soona-soona aisa sansaar hai mera
|