|
|
|
Posts: 84,290
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Gender:
|
|
|
Woh mujHe likhta tha ki muntazir na raho lekin ,
Uss ki tahreer me sadiyo'n ka intezaar bhi tha___
Woh kehta tha maT rutho ki mana'na nahin aata ,
Meri narazgi se lekin woh bekaraar bhi tha______
ShayaD yahi uss ka anadaZ-e-muhabbaT ho ,
Woh mera humdam bhi tha siTam shuaar bhi tha_____
|