Kamal Zabat ko Khud Bhi To Azmaoun Gi
Main Apnay Hathoon Say Us Ki Dulhan Sajaoun Gi
Sapurd Kar K Usay Chandani K Hatoon Main
Main APnay Ghar K Andheroon Ko Loot Jaoun Gi
Badan K Karab Ko Woh Bhi Na Samaj Payea Gaa
Main Dil Main Roun Gi, Ankhoon Main Muskraoun Gi
Ab Is ka Fan To Kisii Or Say Hoa Mansoob
Main Kis Ki Nazam Akelay Main Gungnaoun Gi
Woh Kia Gaya K Rafaqat K Saray Lutaf Gay
Main Kis Say Ruth Sakoon Gi, Kisay Manaoun Gi
Bicha Dia HAi Gulabo K Saath Apna Wajood
Wo So K Uthe To Khuwabo Ki Rakh Utao Gi
Jawaz Dhon Raha Tha Jo Naee Mohabbat Ka
Woh Keh Raha Tha Main Is ko Bhool Jaoun Gi
Main bhi kitni pagal hoon na
Sang hawa k urna chahoon
Titli ban kar nagri nagri
Gulshan Gulshan phirna chahoon
Phooloon k sab rang chura kar
Chunri apni rangna chahoon
Main bhi kitni pagal hoon na