|
|
Posts: 52
Country:
Star Sign:
Join Date: Jan 2011
Location: karachi
Gender:
|
|
Salam friends!
mujhy kisi ka 50,000 denay hain mujahy meri bestfriend nay dhoka diya hai, main ny us ko behan samjha tha aur us ny mery sath aesa kiya plz dua karian meri jan mushkil main hai un ko paise nahi diya tu mujhy mar dain gay , bohut persahn hun main plz dua karain sb ny mera trust bhi cheen liya mujhy se mera
sari zindagi appp sb ko dua dun gi main
|