|
|
|
Posts: 116
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2010
Location: Lahore, Pakistan
Gender:
|
|
|
Quote:
Originally Posted by AYAZ
AS SALAAM O ALAIKUM,
Hayyan yeh barey sensitive topics hie ais mei phir yeh hota hie ke wazahaat paish ki jaye tou phir bola jata hie ke wo weak HADEES hai Aur ais mei ab tek behass o mubasa chal raha hie For example :
Log pouchtey hie ke Kunde ki niyaz kyon di jati hie ?
Tou ais ka answer yeh hai ke : Kundey ki niyaz Hazrat Imam Jaffar Sadiq (R.A) ke liye ISAAL -E-SAWAAB hai aur Isaal-e-Sawaab Quraan aur Hadees sei sabit hai .
|
BEshak AYAZ.. Yehi baat main nay ki.. Jab Ayah Ka meaning hi Saaf hay Tau Wazahat Already ho chuki hay. ab baat Rahi Hadeed ki Tau Hadeed abhi is main shamil nahi its Only Quraan's Translation.. And Agar Niyaz Quraan Say Sabit hay.. Tau Beshak i will agree if someone can paste me some quranic verses.
Aur Haan Jab Hadeed Ki baat hoogi tau Sahee Bukhari Aur Sahee Muslim ki bhi aisi hadeed hain Jo Upar Wali Quraan ki Ayah ko Wazah karti hain.. phir main wo bhi inshaALLAH likhoonga..
Thats why i said every answer is acceptable Through ALLAH's Quraan and Mohammad's (PBUH) Farmaan.. Becoz we Follow Islam of ALLAH And His Prophet (PBUH)..
|