Kahan mumkin tha dil se teri yaadein mit deta
bhala kaise mein jeeta phir agar tujh ko bhula deta
teri ruswai k dar se laboun ko see liya warna
tere shere munafiq ki bunyadein hila deta
kya trke wafa us ne tu ho ge us ki majbori
jise barsoun dua de thee usay kya badua deta.....
|