MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community - View Single Post - Ek image ko dosri image mei add karna MFT#6
View Single Post
(#21)
Old
)*¤° ąℓɨƶą ąhʍ€ď °¤*('s Avatar
)*¤° ąℓɨƶą ąhʍ€ď °¤*( )*¤° ąℓɨƶą ąhʍ€ď °¤*( is offline
 


Posts: 10,633
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Mar 2011
Gender: Female
Default Re: Ek image ko dosri image mei add karna MFT#6 - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   07-22-2013, 10:45 AM

Quote:
Originally Posted by AYAZ View Post
ek image ko dosri image mei add karna Feather Cut ko use kar ke MFT#6

AS SALAAM O ALIKUM
ais tutorial mei main ap ko sikhaonga ke kis tara ek image ko safaiye ke sath cut kar ke dosri image mei ais tara move karna ke aus ka background na show ho. umeed karta ho ke ap sub ko samj aiye ga

so lets start



1- Pehla step ap koiye si bhi picture lei lain mei nei ek larki ki picture li hei Click on FILE>OPEN>SELECT UR PIC FROM UR PC. AUR SELECT KAREIN MAGNETIC LASSO TOOL




2-ap kisii bhi jaga sei start kar saktey hei draw karna .




3-jesay hi ap mouse ko figure ke sath sath lei kar jaeingei wo draw karta jaye ga .jaha curve ho ya turn ho tou ap 1 baar click dobara kardeiga taqey waha tek point complete hojaye.





4- Jub complete karlein tou phir enter press karein .wo kuch ais tara show hogi jesa nichey dekahiay gaiya hai larki ki image mei .




5-ais ke baad ap SELECT per click karein phir MODIFY mei jaiye aur phir FEATHER per click karein





6-FEATHER mei aj kar aus ka size 10 kardein.jesay nichey dekhaiya gaiya hai.



7-





8- aur yeh raha result .BLENDING option use kar ke hum different effects bhi dei saktey hai .





Ager koiye problem face horahi ho tou let me know thanks
nice tutial is cheeze ka mojhe bhi ilum nhi tha designing section me but hm draw krny k baad dosre image ko alug se open kare gy ya phir osi draw piic pr file place k thorugh image open kr k daale gy?

bs ye bata de

 



Sponsored Links