|
Main sun k us ki sub batian faqat itna hi kehta hon,
khafa hona mana lena ye sadeon se rawayat hai,
muhabat ki alamat hai,giley shikway kro muj se tmhien mohsen ijazat hai,
magr bat mri b zara tm yad rkh lana kabi aisa b hota hai,
hawain rukh badalti hain,khezaez lot aati hain,
khaataen ho hi jati hain,khafa hona b numkin hai,
khata hona b mumkin hai hamesa yad rekhna
tm taluq roth janey se"Kabhi tota nhi kertay"...
|