Badi lambi kahani hai, tuhmhey leikin sunani hai
tera ghum jaan leva par teri yadeein suhani hain
ghamoon ko chor hum deitey,sakoon ko tham hi leitey
ghamoon sey kya karein leikin, bari yari purani hai
zameen ko cheerna chahey, hawa ko thamna chahey
badi pagal sahi leikin, yahi yaro jawani hai
ae gham tu door hi rehna, samandar ansoon ka hai
baha le jaye na tujh ko, ye lehar bhi dewani hain
mohabbat bhol bhi jatey, sanam pey youn na hum martey
magar 'ijaz' baibas hain ye afat asmani hai..
Hussain Ke Dushman Ki Sab Se Bari Baat Yeh Hai
Ke Woh Hussain Ka Dushman Hai...