|
|
|
Posts: 14,313
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: karachi
Gender:
|
|
|
nice ans..jhuki........
insaan apni zindagi mien kuch aisay kaam bhe kernay ki try kerta rehta hei ....jo k us k nazdeek na-mumkin hotay hein .....lekin woh kabhi kaamyaab hojata hei aur kabhi nahi .
point yeh hei keh aap nay apni zindagi mien aisa koi kaam kiya ..jo k aap k nazdeek na-mumkin tha ..aur doosro ki nazar mien bhe ....
jis ko aap nay mumkin bana diya ho .
tou kia tha woh kaam ya baat ?
|