Yeh shaher agar shaher hain tu sunsaan kiun hai
Iss shaher ka har shakhs pareshaan kiun hai
Iss shaher ke log kehte hain jisse maseeha
Woh shakhs mere dard se anjaan kiun hai
Mitti ka bana hai tu ghuul kiun nahin jaata
Patthar ka bana hai tu insaan sa kiun hai ?
.
Ajab Tamasha-Gar Hain Matti k ye Putlay "SAQI"
Bewafai Karo to Rote Hain, Wafa karo to Rulate Hain