Phir aj koi ghazal tere naam no ho jaye,
Phir aj koi ghazal tere naam no ho jaye,
Aj kahin likhte likhte shaam na ho jaye,
Ker raha hun intezar tere izhar-e-mulaqat ka,
Isi intezar mein zindagi tamam na ho jaye,
Nahi leta tere naam sare-e-aam is dar se,
Kahin naam tera badnaam na ho jaye,
Mangta hun dua jab bhi tum yaad aate ho,
Ke judai mera pyar ka anjam na ho jaye,
Sochata hun darta hun aksar tanhai mein,
Us k dil mein kisi aur ka mudam na ho jaye
.
Ajab Tamasha-Gar Hain Matti k ye Putlay "SAQI"
Bewafai Karo to Rote Hain, Wafa karo to Rulate Hain