Ek baar hum train main safar kar rahe the
ek baar hum train main safar kar rahe the
safar main hum kuch gunguna rahe the ,
samne wali seat pe hamari baithi thi ek sundar ladki ,
jise dekh ke hamari bhi tabiyat bhadki ,
tab wo nikal ke khane lagi khana ,
uski khubsurti pe hamne ga diya ek romantic gana ,
tujhe dekha to ye jana sanam pyar hota hai deewana sanam,
sun ke hamari gana wo hamare paass aayi ,thodi muskurai ,
hum bhi muskura diye ,
usne kaha aapne to bahut aaccha gaya gana,
kal meri sadi hai BHAIYA aap jarror ana.