Aansoo ko bahut samjhaya tanhayi mein aaya karo, Mehfil mein hamara mazaak naa uraya karo. Is par aansoo tarap kar bole, Itne logon mein aapko tanha paate hai isliye chale aate hai...
Dil gumsum, zuban khamosh Yeh aankhen aaj nam kyon hai. Tune kabhi paaya hi na tha, To aaj khone ka gam kyon hai...
|