Koi Tu Ho
|
|
Posts: 7,158
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender:
|
|
Afsos Wo Hamere Pyar Ka Andaaz Na Samjhe
Jab Bi Milte Hain Kehte Hain Bywafa Kaise Ho?
Pyar Bi Karte Hain Kehte Hain Humin Na Azmaye
Azmaye Baghair Ye Pyar Pora Kaise Ho?
Pyar To Sacha Tha Per Wo Hi Na Samjhe
Ab Is Ke Siwa Ghaltiyon Ka Madawa Kaise Ho?
Is Zalim Kade Mein Un Hi Ne Tu Hath Thama Tha
Pher Le Ab Tu Nigahin Unhon Ne, Yaqeen Kaise Ho?
Un Ki Baton Se Dil Tu Kya Jism Bi Zakhmi Hai
Par Un Se Itna Na Huwa Poch Lete Kaise Ho?
Aaye The Dhondne Hamin Dekh Kar Hum Ko Jhenp Gaye
Chalak Paarin Aankhin Marte Howe Tum Bi Kaise Ho?
Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan
~ Bikhre Lamhe ~
|