Koi Tu Ho
|
|
Posts: 7,158
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender:
|
|
dunia ki nazron mein girna mere kis kaam aaya?
apnon se bichad kar wo bywafa geron k kaam aaya?
main bhol chuka thi apne hi bywafai karte hain
dunia meri badbaad karte use zara bi reham na aaya?
gar wo wafadar hota tu youn bywafai na karta
muje us ka intezar raha par wo lout kar na aaya?
zindagi tu qaafiron sang guzar hi jaye gi
bas jise dost samjha wo dushmani karne aaya?
qatal hi karna tha tu samne se karta
humdard ban kar kyon us ne peeth main khanjar chalya?
dost bana kar phir hum se dushmani na ho saki
kyon ki bywafai us ne kyon use muj par pyar na aaya?
nazron main us ki ab sharm ke chente ha
ab tenhai ne satya tu mere pas chala aaya?
fakat muje us ki zarurat bi kya ha Ahdure
ab janaza mera dekh kar kyon use rona aaya?
Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan
~ Bikhre Lamhe ~
|