Meri khushi ki khatir, khud ko sambhaal rakhna
Os ne kaha tha mujh se, Apna kheyal rakhna
Ye be kaha tha Os ne, her khowab Aarzi hai
Tum bh zehn mein apnay, Harf-e-zawal rakhna
Wo Hans ke keh raha tha, Gham bhe tumen milen gey
Lekan na Haosla tum apna Nidhaal rakhna
Her Bat ka taqaza jo mujh se ker raha tha
Kya Os ka Haq nahi tha, mera kheyal rakhna...!!!
Hussain Ke Dushman Ki Sab Se Bari Baat Yeh Hai
Ke Woh Hussain Ka Dushman Hai...