Koi Tu Ho
|
|
Posts: 7,158
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender:
|
|
Tum ne badale ham se gin-gin ke liye
hamane kya chaha tha is din ke liye
vasl ka din aur itana mukhtasar
din gine jate the is din ke liye
wo nai sunte hamari kya karin
mangate hain ham dua jin ke liye
chahne walon se gar matlab nai
aap phir paida howe kin ke liye
Badaban kaliyaan houn halqe rang ki
bhe jani hain ek kamasin ke liye
Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan
~ Bikhre Lamhe ~
|