Kis qadar tareek hai mere zaat ka akaila pun
Her taraf faza’oon mein sannatay gonjtay hain
Dar-o-dewaar bhi aahat se chonk uthtay hain
Chup chaap akailay mein phir ro uthtay hain
Kis qadar tareek hai mere zaat ka akaila pun!!!
Hussain Ke Dushman Ki Sab Se Bari Baat Yeh Hai
Ke Woh Hussain Ka Dushman Hai...