Koi Tu Ho
|
|
Posts: 7,158
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender:
|
|
koi sawal kare tu jawab bi likhne na banda
bas yehan jo ata ha apne bare mein keh ke chala jata ha
sawal tu koi karta nai kisi se na koi kisi ko invitation deta ha ke falan member ko bolaya ha
our sawal kiya ha
Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan
~ Bikhre Lamhe ~
|