|
Koi Tu Ho
|
|
Posts: 7,158
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender:
|
|
|
sacha sahir kya aamad thi un ko ke un ko apne jane ki khabar pehle hi mill gai buhat khubsurat
ALLAH Faraz sahib ko apni khubsurat our pursakoon Janat main jhaga de AmeeN SumaAmeeN
Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan
~ Bikhre Lamhe ~
|