Guzar gaye furqat kii shab aur isko guzar hi jana tha
Dur hamse rehna tha usko jane ka to ek bahana tha,
Raste taktey taktey akhiir hijr ki shab bit gaye
vo sab band kitabo mein ,tha jo bhi usey sunana tha,
Uske hote zindagi mein ronak lagti thi
garmi ka jalta mausam bhi hame lagta suhana tha,
beet gaye ghariyo mein ab khushiyon kaa apni
kaisa pyaar bhara rangeen zareen vo zamana tha..
Hussain Ke Dushman Ki Sab Se Bari Baat Yeh Hai
Ke Woh Hussain Ka Dushman Hai...