Wafa Ka dard ....
Wafa tue wo shakhs kar na payia
Jaty samy koi be khata humari wo bata na payia
Kaya tha wo humdam mara
Jo Mari Mohabbat Ki Entaha B dakha na payia
Juthy thay waday aur sari kasmain us ki
En MainSay Sehar ak be wo nibha na payia
Kis Kadar Khud Garz Tha Wo Shakhs
Kisi K Totay Howay Dil Ki Aha B Na Suna Payia