|
|
Posts: 2,387
Country:
Star Sign:
Join Date: Sep 2008
Location: Norway
|
|
Allah(swt) hum sub ko roza rakney ki tofeeq de. AMIN. lekin roza rakney ka matlab kya hai?.. kya humne sirf subha uth kar kuch kha kar to roza rak lena hai?.. Roza insaan jub rakhta to aik nyaat(nyaah) rakhta hai key "Mein roza rakh raha hoon to Allah(swt) key lye".. aur humara roza sirf Khaney pine ka nahi hota.. balkey humari zubaan ka hota hai,kaano ka hota hai, even humari ankho ka bhi hota hai.. Humne koi aisi bori cheez nahi suni.. means non-islamic, like music.. aur ankho se non-islamic cheezein nahi dekhni.. Like ghair-mehrm ko nahi dekhna U have to lower ur gaze.. Aur zubaan, galyaan nahi deni, kissi ki ghibaat nahi karni etc.. In sub ka roza hota hai.. Sehri se le kar iftar karne thak.. Sirf ramadhan mein hi nahi balkey humey aapni zinadgi ka hissa banana chahie key hum borey kam chor dein... ...........' .. Allah(swt) hum sub key roze qabool kare.. AMIN-SUMMAAMIN..
|