|
|
Posts: 2,387
Country:
Star Sign:
Join Date: Sep 2008
Location: Norway
|
|
Jab Banda Nemaaz k baad baghair Dua maange uth jata hai to
“ALLAH” Farmata hai “Aye Farishto, Ye Banda mojhse beniyaz
Hogaya hai, ab ise Meri zarorat nahi”
kuch bandey aise hotey hai jo sirf kehtey hai k .. namaz parh li to bass humney farz poora kar dyaa.. lekin, dua bhi zaroori hai.. islye jo mangna hai allah se mango.. instead k hum bando k aghey gir k mangtey hai.,
|