|
|
Posts: 2,387
Country:
Star Sign:
Join Date: Sep 2008
Location: Norway
|
|
jazakhallah.. bohat achi sharing hai..
BEshak salah bohaat hi zaroori hai.. aour jub insaan salah ada karta hai to aik sukoon sa milta hai.. khushnaseeb hai woh jinko aisa sukoon milta hai.. Is lye koi bhi namaz chorni nahi chahie..
Namaz Allah pak ka shukar ada karney ka aik tareeqa hai.. Jo bohaat asaan hai .. Lekin insaan jitnii bhi namazey kyo na ada karey kam hai.. Lekin Allah(swt) ko har waqt yaad rakna chahie..
|