
Mujhe di khabar tere shahr se idhar aane wali hawaon ne
kii bna liye naye raaste ,teri dharkano ki sadaon ne,
Na gai kabi meri bebasi ye ajeeb hadisa bhi ho gaya
wo hi fassiley tere shahr ke,vahi baidiyaan mere paon ki,
Teri furkaton ki udaas rut mujhe lamha lamha liye phiri
kabhi mere dard ki dhup mein, kabhi teri yaad ki chahon mein,
Tu hamesha mujh mein basa rahien,mein dua khuda se karun magar
vo to mil gaya kisi aur ko jo asr tha meri duaon mein .....
Hussain Ke Dushman Ki Sab Se Bari Baat Yeh Hai
Ke Woh Hussain Ka Dushman Hai...