Marhoomain or azeezon k lye Bawzoo ho kar or taaza Gulaab ya doosray phool lay kar Qabristan jain.
Qbron k adaab khasoosan qabron k sarhnay likhi Quraani ayaat ka ahtraam karain.
Qabron par na chalain.Qbron par aag na jalain yani Roshni k liye Mom batti ya chiiraagh jalana mana hai.
Apni maut ko b yaad rakhain
Khawateen ka Qabristan jana mana hai..