|
|
Posts: 63,598
Country:
Star Sign:
Join Date: May 2009
Location: In my Dream... world...
Gender:
|
|

Khamoshiyaan sabar ka intehaan ban gayi Majburiyaan pyar mein ilzaam ban gayi
Wo aaye or aake chale gaye
Khushiyaan chand lamhon ki mehmaan ban gayi
Pal Hi aisa tha K hum inkaar na kar paye Zamane k dar se ikraar na kar paye
Na thi jinke bina zindagi munasib
Chhorr diya saath unhone aur hum Sawaal tak na kar paye.
|