|
|
Posts: 63,598
Country:
Star Sign:
Join Date: May 2009
Location: In my Dream... world...
Gender:
|
|
Yun kaha milti hain rooh ko meri tanhaiya..
har taraf parchaiya hain, har taraf ruswaiya..
de rahi hain dil pe dastak fir wahi kahaniya,
yaad aa rahe hain wo, or unki bewafaiya..
har sitam ko saheza maine banake unki nishaniya..
aaj har jakhm jane, kare h kyu manmaniya..
kya jami kya aasma dono hi mujh se dur hain,
paas dil ke hain basi, dadhkno ki khamoshiya...
ek duaa kar rahi hoon aajkal har roz main..
ho zindagi ki shaam....... or khatam ho ye pareshaniya.....
|