Rootha to Shahr e Khab ko Ghaarat b kr gya
Phr Muskra k Taaza Shrarat b Kr Gya
Shaed Usy Aziz The Ankhen Meri Bhot
Wo Mery Naam Apni Bsaart b Kr Gya
Dil Ka Nagar Ujaarny Wala Hunar Shanas
Tameer Hoslon Ki Amaart b Kr Gya
Sb Ehl e Shahr Jis Py Uthaaty Thay Ungliyan
Wo Shahr Bhr ko Waja e Zyaart b Kr Gya
Ye Dil k Jis Sy Bichrta Na Tha Kbi
Aj Usko Bhoolny Ki Jsaart b Kr Gya
.
Ajab Tamasha-Gar Hain Matti k ye Putlay "SAQI"
Bewafai Karo to Rote Hain, Wafa karo to Rulate Hain