|
|
|
Posts: 890
Country:
Star Sign:
Join Date: Jan 2009
Location: in the World without values
Gender:
|
|
|
Mein Khud bhi ye sochta hun mera kya haal he
Jiska jawaab chaihyaay woh kya sawaal he
Ghar se chala to dil ke siwah paas kuch bhi nahi
Kya mujhsay kho gaya he mujhay kya malaal he.....
Aasoodgi say dil ke sabhi daag Dhull gayaay
Lekin woh kaisay jayaay - jo sheeshay may baal hey
Bay-dast o paa houn aaj to ilzaaam kis ko doun
kal mainay hi bunna tha, yay mera hi jaal hay
Phir koi khwaab dekhoun, koi aarzu karoon
Ab ae Dil-e-Tabah tera kya khayaal hey
Hun mein is ada se bhi aashna tujhe itna jis pe gharoor hai
mein jeon ga tere beghair bhi mujhe zindagi ka shaoor hai
Yeh pathron ka shaher hey - yahan to ansoo bhi jum jate hain
|