Mohabbat kis ko kehtay hai ?
Jub Beti Chokhat Par karay ,
or Ezzat ka bayopar karay ,
jub baap ki ezzat kho jaye,
jub qaum ki ghairat so jaye,
jub bhai ko tanay miltay hon,
jub behno ka dil jaltay hon,
jub mauon ki nazren jhuk jain,
jub sans labo pay ruk jaen ,
jub sharm-o-haya ka ameza,
jub aik kanwari doshiza,
jub bayshermi ko apna lay,
jub khud ko zillat main dhalay,
jub ghair ke senay lag jaye,
or apna aap ganwa aye,
to aisi halat ko logo ,
Hum mohabbat kehtay hai ?

ALLAH FARMATA HAI :
AEY BANDEY JO HUA
WO ACHA HUA .
JO HORAHA HAI ACHA HO RAHA HAI.
JO HOGA WO BHI ACHA HOGA.
TERA KIYA GAIYA JO TU ROTA HAI
TU KIA LAYA JO TU NE KHO DIYA.
JO LIYA YAHIN (DUNYA) SEI LIYA
JO DIYA YAHIN (DUNYA) PE DIYA
JO AAJ TERA HAI PEHLAY KISI AUR KA THA
AUR KAL KISI AUR KA HOGA.
TABDEELI KAINAAT KA MAMOOL HAI
BAS TU WO JAMA KAR JO TU SATH LEI KAR JANEY WALA HAI
YANI NAIK AMAAL.