Koi Tu Ho
|
|
Posts: 7,158
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender:
|
|
Shab-e-Tenhai
Wo jo Bare Sukh Main Ha
Use Kehna
K raat ka Pichla Pehar ha
Our ham jagte hain
Hamari Aankhon se neend Koson door ha
Hamaare lab abhi tak us k Naghme Gungunate hain
Hamara zehan abi bi us ki batain sochta ha tu
Khabi ham hans dete hain
Khabi jee bhar k Rote hain
Shab-e-Tenhai ki yak basta hawao
Use Kehna
Ham ab bi bawazzo ho kar tumhara naam lete hain
Use kehna
Ya apna Naqsh dho jaye
Ya Phir Se Apna Ho Jaye
Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan
~ Bikhre Lamhe ~
|