
Udasiyon ka ye maosam badal b sakta tha
Wo chahta tu merey sath chal b sakta tha
Wo shakhs tu ne jisay chornay mai jaldi ki
Tery mizaj k saanchay mai dhal b sakta tha
Wo jaldbaz khafa ho k chal diya warna.....
Tanaeze'aat ka koi hal nikal bi sakta tha
Anna ne hath uthanay nahi diya wrna
Meri duaa sey wo pathar pighal b sakta tha
TAmam umer tera muntazir rha K A S H I!
Ye aur baat k raasta badal b sakta tha!
By
ForgetMEnoT