Junior
|
|
Posts: 8
Country:
Join Date: May 2010
Gender:
|
|
KALA JADO KI TYPES OR KON KON SE HOTA HAI IS KI DETAIL
as salamu allaiqum
ajkal kon kon se jado log karvate hai jadogaro ka pass ja ja kar is per ake pore detail likhta ho
1 mukamal amel kamel or 1 mokamel jadogar her kam kar sakta hai bashert yeah hai ka us ko ber poor elim ata ho sewahe mout se bachna ka or kisi insan ko zenda karna ka amel ya jadogar kafe kuch kar sakte hai
jado ki types
1) meya bewi main jodahe= acha bala ghar main marad or orate main larahe dal de jate hai or yeah dono ake dosare se saket larte hai or baat baat per ulajhta hai or in ko ake dosare se saket nafrate hotee hai or ake dosare ka liya in ka dil main bugz ah jata hai ager jado shahde ho or is ka foron elajh na karvaya jahe to baat talak tak pouch jate hai
2) bewi ko shohar ki shakel deak kar ghusa ana = is kisam ka jado main jab bewi shohar ki taraf deakte hai to us ko saket ghusa ahta hai shoher per or shoher ki shakel deak bewi ko saket nafrate ho jate hai or wo shahded larahe karte hai or larna marna ko taiyaar ho jate hai
3) sir main darad rehna = jado se kisi be shaks ka sir main darad kar deya jata hai chahe lakh davahe khalay laken phir be sir darad nahi jata sir main darad rehta hai kabe ake dam sir main tease uthte hai to kabe ake dam khatam ho jate hai
4) gala kharab rehna = is kisam ka jado main acha bala shaks ka gala kharab ho jata hai galay se awaz he nahi nikal pate theek hai or ahsa mehsos hota hai ka galay main kohi kharash hai or yeah kharash dave se be door nahi hote
5) sans ka mushkel se ana = jado sifly se is kisam ka jado kiya jata hai ka acha bala insan ko sans theek se nahi ate wo ghoton mehsos karta hai sans lena main or pareshan rehta hai kabe us ka sena per zoor perta hai to kabe dil per or ahsa shaks per gabrahate or bechani tare rehtee hai
6) bera karna = jado elim main kisi be insan ko bera kar deya jata hai us ka suna ki taquat ko khatam kardeya jata hai ahsa insan ka kano main darad rehta hai or tease be uthte hai
7) orate ka khone jare karna = is jado main orate ka khone jare kar deya jata hai or wo bohat shahded takleef main ah jate hai ahse orate apna shoher se sobat nahi kar pati or ager sobat kar be lay to intahahe shaded takleef main ah jate hai or bemar par jate hai bohat zada
8) jisam main darad = is kisam ka jado main pore jisam main darad rehta hai yeah darad kabe dono tange main zada hota hai to kabe hatho or kamer main hota hai phir sir tak pouchta hai or ajeeb se thakan ho jate hai insan samjhta hai ka kamzoore ho gahe hai ya ajj zada mehnat ki thi to is waja se darad ho raha hai
9) anda karna = jadogar kisi be insan ko anda kar deta hai apna jado se us shaks ki benahe chalay jate hai shoro main nazre kamzoor ho jate hai phir ahista ahista us shaks ki benahe chalay jate hai
10) dato main darad masoro ki bemare or dato main kira lagana = bazz okat jadogar dato ka picha lag jata hai kio ka insan ki lambi omar ka daro madar dato per hai jab daat he theek nahi rahe gay to phir insan ki sehat kharab ho gee or wo kamzoor or bemar rahe ga jadogar dato per kira or masoro per waram or dato main darad ka jado kar deta hai
11) dil ki darkan tazz karna = jadogar apna jado se dil ki darkan tazz kar deta hai or dil bohat tazz tazz darakta hai insan ka samjh nahi ata wo samjhta hai ka dil ki kohi bemare hai ya phir samjhta hai ka blood preasure high hai
12) bokhar rehna = jado sifly main akser bokhar rehta hai jado ka deya howa bokhar main sab se khater nak bokhar typhoid hai jis ka elajh main ager dair lag jahe to banda bohat saket bemar ho jata hai or bohat kamzoor ho jata hai jesa ka 6 month ka nooksan howa ho jisam ka
13) chacker ana ka jado = jado main ake chaker ana ka jado be hota hai ankho ka aga ake dam andera ah jata hai us per chacker ana shoro ho jata hai
14) yadasht ka khojana = is kisam ka jado main log apni yaad dasht khodeta hai or betha betha sab kuch bhool jata hai or akser log to apna bacho ko be nahi pachan pate or un ka demage kam he nahi karta
15) demage ka theek tareka se kam nahi karna = is kisam ka jado main demage theek tareka se kam nahi karta or insan kar kya raha hota hai or ho kuch raha hota hai office wala logo ko bare pareshani hote hai is kisam ka jado ki waja se ahsa shaks apni cheeze kisi be jaga rakh kar bhool jata hai or bar bar doond ta hai
16) kisi be kam main dil nahi lagna = jado main akser logo per is kisam ka jado be karaya jata hai yeah zada tar job karna wala afrad per or bacho per kiya jata hai taka wo sust pare rahe
18) awara banana = is kisam ka jado main kisi be mah baap ka pale palahe bacha ko awara banaya jata hai taka us mah baap ka bacha awara bana or bacha ka mah baap pareshan ho
19) charus segrate ki adat lagana =kala jado sifly main log jadogaro ka pass ja kar ahsa jado karvate hai jis per karvana ho ka us ko charus ki adat lag jahe kio ka yeah is liya karvate hai ka ager ake dafa victum is patre per char jahe to wapious ana ka sawal he peda nahi hota or ager zeenda be rahe wo shaks to us ki zeendage bekar he hote hai
20) sharab ki adat lagwana = jadogar kisi be shaks ko sharab ki adat per laga deta hai taka wo ghar main larahe jagra kareen or ghar ka amon kharab ho
21) zani bana na = jado sifly main bazz log mah baap ki betio ko zani banwate hai laken is main orate ka kohi kasoor nahi hota yeah sab jado ki waja se hota hai or ager marad ko zani banaya jahe to us ka picha kisi orate ka hath hota hai taka wo marad us orate ka sath sex kareen or us orate ki jinse khuwahish pore ho or marad be orate per ishe kisam ka jado karvate hai
22 )quran pak allah or rasool se nafrate dal na dil main = yeah jado us waquat karte hai jab ka jadogar ko dar ho ka us ka jado allah ka zikar , quran pak ki telwat or rasool pak ka daradood se toor na jahe is liya jadogar in cheezo se insan ko door karta hai taka jadogar ko bar bar mehnat na karni pare
23) khuweb band karna = is jado main insan raat ko sota hai laken us ko neend theek se nahi ate us ka zehan chalta rehta hai or us ko khoweb nahi ate or wo bachain or pareshan he rehta hai kabe is karvat to kabe us karvat bedelta hai laken us ko chain nahi milta
24) randi bana na orate ko = is jado main kisi be orate ko randi bana deya jata hai or orate ka under se besharmi khatam ho jate hai or wo bare bare galay wala kapre pehante hai or apni sharam gah mardo ko dekhate hai taka mard khush ho or us ka sath bora kam kareen ahse orate ki sex power jado ka zarya bara de jate hai
25) pet or meda main darad rehna = jado main akser logo ka pet or meda main darad rehta hai or un ko ishe cheez ki bemare rehte hai kabe ake dam matli hote hai to kabe bohat tazz bhook lagna shoro ho jate hai jab khana khana betho to do tin newalo main pet bar jata hai or bhook khatam ho jate hai kabe pet main saket dara hota hai or insan kacha pakhana karta hai
26) sena main jalan rehna = jado main ake is tarah ka jado be hota hai jis se sena main bare tazz jalon hote hai or mu main okahe ah jate hai ahsa lagta hai ka kohi bohat tazz lal mircho wala shorba khaya ho or us se jalan ho rahe hai
27) jigar kharab karna = kio ka insan ki sehat ka daro mardat jigar per mun hasir hai jadogar jigar per attack karta hai jab jigar kharab ho jata hai to insan ka jisam main khone nahi banta or phir insan ka khana pena band ho jata hai or wo tarah tarah ki bemareya paker leta hai
28) shoher ki shakel bewi ko kuta ya khinzeer jase nazar ana = is jado main jab shoher bewi ka pass ata hai to bewi ko shoher ki shakel khanzeer ya kuta jase nazar ate hai or bewi chikna chilana or shor machana shoro ka kardate hai
29) marad ko na marad bana = ahsa jado main marad bekar ho jata hai wo humbistare nahi kar sakta marad ka azu karahona ka kabel he nahi rehta or wo tamam elajh ka bawajood be theek nahi hota
30) putlo ka zarya kiya gahe jado = is jado main ake putla banaya jata hai jo orate ki guzar gah per dafan kiya jata hai is jado se us orate ka han larkia he larkia peda hote hai or kabe be larka peda nahi hota mah baap beta ki ass main intazar he karta rehta hai
31) bacho ka sookh kar mar jana =is kisam ka sehar main bacha saket bemar ho jata hai din ba din kamzoor ho jata hai elajh ka bawajood theek nahi hota jis ko log um alsobyan ya sokha ki bemare boolte hai
|