|
|
Posts: 2,062
Country:
Join Date: Oct 2009
Gender:
|
|
jamaal-e- yar ko dekhon qmaal-e-yar se pehlay
mai khushbu ki tara mehkon khayal-e-yar se pehlay
karishme husan k suraj, sitare, phol zahir hain
magar mai kis trf dekhon misal-e-yar $e pehlay
duaon me meri yun tou boht taseer hy lekin
khuda se or bhala kia maangun sawal-e-yar se pehlay
hy adat door rhne k gur wo sam ne aaey
main sham-e-zindgi chahon visal-e-yaar se pehlay
sabhi mosam hon us k leay khushiyon k jahan us ka basaira ho
zamanay ko he badal daalon zawaal-e-yar se pehlay

|